Ramzan Ka Amal:
Aaj ki video main ham
Ramzan k tamam Ashray kay wazifa batane jaa rahe hain aur sath hi dunia k
bayshumar muqadas muqamat par ada hone waly wazifa main shamil hone ka tariqa
bhi batay ja raha hai. Aap complete video dekhen taa k ap bhi muqadas muqamat
par hone wali dua main shamil ho saken.
Ramzan k 1st Ashra Kay
wazifa(Ashra e Rahmat)
1st Ramzan se 10 Ramzan
ul Mubarak
Ism e Azam “Subhan
Allah Ya Mujibu” awal o akhir 11 bar darood pak k hamra 253 bar talawat Karen.
Ramzan K 2nd Ashra Kay
wazifa (Ashra e Maghfirat)
11 Ramzan se 20 Ramzan
ul mubarak
Ism e Azam Subhan Allah
Ya Tawabu awal o akhir 11 bar darood pak k hamra 607 martaba talawat karain.
Ramzan K 3rd Ashra Kay
wazifa(Ashra e Nijat)
21 Ramzan se 30 Ramzan
ul Mubarak
Ism e Azam Subhan Allah
Ya Basitu awal o akhir 11 bar darood pak k hamra 270 martaba talawat Karen.
Shab e Qadar Kay wazifa
21, 23, 25, 27, 29 ki
raat
Subhan Allahi Wa Bi
Hamdihi Subhan Allahil Azeem awal o akhir 11 bar durood pak k hamra 110 bar har
taaq raat main tilawat Karen.
wazifa Program ki
details jannay k liye diye gaye link par click kar k hamari website visit
Karen.
Contact No
For Male:
00923065111214
Female: 00923217970893
No comments:
Post a Comment