Surah Rehman Ka Amal:
Hazrat Muhammad (S.A.W.) nay Surah Rahman ki fazilat o shan k
baray main farmaya k Surah Rehman Quran e Kareem ka husn o jamal hai. Is Surah
k fazail o barkat aur kamalat is Youtube video main bian kiye ja rahe hain.
Hamary Bazurgon nay Surah Al-Rahman ky amal ko tayar kia jo zindagi k har jaiz maqsad main
asani k liye bohat mujarib hai. Surah Rahman amal or Fazail, barkat aur kamalat ka mukhtasar
tazkira is Youtube video main bian kia ja raha hai. Is Amal ko Bazurgon nay
amal Rahmani ka naam dia hai. Agar ap
amal Rehmani free hasil karna chahte
hain to Allah k Hazoor ye ehed karna lazim hoga.
Ehed: Ya Allah! Main
Ehed karta hon/karti hon k aik mah k andr kam az kam 2 aisi naikion ko apni
zindagi ka mamool banaun ga/gi jis say Insaniyat ko faida ho aur 2 buraion ko
apni zindagi say hamesha k liye khatam kar don ga/gi aur kam az kam 5 afrad ko
Allah k zikar par lagaun ga/gi. Main is Ehed ko aik mah k andr pura karnay ka
paband hon ga/gi.
Agar ap Surah Rehman kaya
mal Ehed k zariye Free hasil karne k
liye mard hazrat 0092-306-5111214 par aur khawateen 0092-321-7970893 par rabta
qaem karain.
Contact Us
For Male:
0092-306-5111214
Female:
0092-321-7970893
No comments:
Post a Comment